Pages

Sunday, 31 July 2016

Hazrat Muhammad savaw

Aey ABUZAR-r.a Tum Ko Meri Ye Waseeyat Hai Ke,, Masakeen Sey Muhabbat Karo
Or
Un Ke Sath Baithny Ko Achha Sumjho

HADEES_savaw

(HSP_559)

Saturday, 30 July 2016

Imam Ali Raza a.s


FazaL Bin Shazan Sey Riwayat Hai Ke iMAM ALi RAZA-asw Ney Farmaya :

  "AuLiya-e ALLAH Ki Mohabbat Or Un Sey TawaLLa Karna Or isi Tarah Un Ke Dushmano'n Sey Dushmani Karna Or Un Sey Tabbarra Karna Wajib Hai"

  Ref : WasaiL Ash Shia, JiLd : 11, Baab : 15, Page : 331, Hadees : 08

Mola Ali a.s

Taira Sab Sey Qabeeh ZuLm Ye Hai Ke Tu HuQooQ-e KHUDA Ko Ada Na Kary,

MOLA ALi a.s

(SHP-207)

IMAM MUHAMMED BAQiR a.s


 Haram Sey DouLat-Mand jo Bhi Hoga,, is Ka Hajj-o Umra Aur SiLa-e Rehem QabooL Nahi Ho Ga

IMAM MUHAMMED BAQiR a.s

(GDP-127)

Mola Ali a.s


 Logo'n Ke DiL Sehraai jaanwar Hain jo Un Ko Sadhaey Ga Us Ki janib jhuken Gay,

  MOLA ALi a.s

(Naseem-e Bahisht;- 711)

Friday, 29 July 2016

IMAM BAQiR a.s


 Yaad Rakho jo ALLAH j.j Ke Liye Dosti Aur Dushmani Rakhay Aur RAB Ke Liye Ata kry, Wohi kamiL-UL Eman Hai,

IMAM BAQiR a.s

(GDP-125)

IMAM MUHAMMED TAQi a.s


Aey Logo "Naik Loug" Naiki Karny Ki Zaroorat Ki Waja Sey "Haajat-Mando'n" Ke Ziyada Mohtaj Hain ??

IMAM MUHAMMED TAQi a.s

(GDP, 205)

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,


 ÄLLÄH j.j Ney Bakhsha ÄBÜ-TÄLiB-asw Ko Wo BETÄ
  Aisay Kisi Banday Ka Koi LääL Nahi Hai
  Kafir ÄBÜ-TÄLiB-asw Ko Wohi Kehtay Hain Jin Ka
  NunhiaaL To Mojood Hai DadhyaaL Nahi Hai

Thursday, 28 July 2016

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,


Mit jaen Gay Ek Roz Ye iMRAN a.s ke Dushman
  Hat jaey Gi Maazi Pey Giraai Hui ChiLman
  Ek Roz Mehak jaey Ga iNsaf ka GuLshan
  Ban jaega ULjhi Hui Tareekh ka Mad-Fan
  jo Zehen Mukha-Lif Hai Wo Na kaam Rahe Ga
  iMRAN a.s ka PheaLa Hua isLam Rahe Ga (inshallah)

Hazrat Imam Ali a.s


HAJJ kamzor Admi ka jahad hy Or Behtareen Shohar-Dari Aurat ka jahad hy

IMAM ALi a.s,

(THP-113)

HaDees Pak savaw


Meri Umat Me Sab Se Ziyada AaLim Or Dana Mere Bad ALi ibn-e ABU-TALiB-asw  Hain

HADEES-savaw

(AHL-e Sunnat Book; kokab Durri, 208)

Wednesday, 27 July 2016

Imam Sajjad a.s


Qayamat Tak Dua Or BaLa Sath Sath Hai,
  "Dua" BaLa Ko Radd Karti Hai,
  Agar-Cha BaLa Kaisi Hi Ho,

IMAM SAJJAD-a.s

(AL-Kafi, 5/79)

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,


*Hum Kisi Kitab Main,, ,, Ye To Nahi MiLa*
  *Be Soum, Be SuLaat, Muhabbat HARRAM Hai ??*
  *Tum Ko MiLega Ab Bhi,, Shareeyat Ke Baab Main*
  *Be HUB,e AHL,e BAIT,asw,, iBadat HARRAM Hai,, ??*

Hazrat Imam Baqir Ali a.s


 امام محمد باقر علیہ السلام

ہماری ولایت کو عمل اور تقویٰ کے بغیر حاصل نہیں کیا جا سکتا۔

(وسائل الشیعہ،ج 11، ‌‌ص 196)

Tuesday, 26 July 2016

Hazrat Ali a.s


Paarsai Duniya Ki Khwahisho'n Ko Laat Maarny Sey HasiL Hoti Hai,

  AQwaL-e ALi a.s,, 211

قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآله وسلم


قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآله وسلم

اس با عزت پرترس کھاؤ جو بیچارہ‎ ‎ذلیل ہو رہا ہے

اس دولتمند پرترس کھاؤ جو نادار ہو گیا ہو اور

اس عالم پر ترس کھاؤ جو جاہلون کے نرغے مین ہو
‎‎
مشعل زندگی53‎ ‎)

HaZrat Muhammad savaw


Her Deen Ka Aik TareeQa Hai Or is Deen Ka TareeQa HAYA Hai,

HADEES_savaw

(HSP-32)

HAZRAT ALI a.s


Ya-RAB Rehm Farma is Per Ke jis Ney MohLat Ke Lamhat Ko Ghaneemat Samjha,,  Naik AmaL Karny Mein SabQat Ki,

MOLA ALi a.s

(SHP; 434)

IMAM MUHAMMAD BAQIR a.s


Ghor-o Fikr Kiya Karo Qyn Ke Ye Tumhari AQaL Ka Shukr Hai

IMAM BAQiR a.s

(jNP_18)

Monday, 25 July 2016

Imam Ali NaQi a.s


Naimato'n Ko Achhi Humsaegi Ke Sath BaQi Rakho Aur Shukr Ada Kar Ke is Mein Ziadati Chaho

IMAM ALi NAQi a.s

(GDP-214)

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s


  Hum Ko Kirdaar Ka Maymar Kaha jata Hai
  Aur Kabhi HAQ Ka Tarafdaar Kaha jata Hai
  RAB jo Chahay Ke Apna BuLand Ho Rutba
  Tab Hamen SHAH-a.s Ka Azadar Kaha jata Hai

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s


Na Duniya Ki jab Ye Fiza Kaam Aai
  To Khushboo-e Farsh-e Aza Kaam Aai
  Mairy Kaam Kya Aatay AamaaL Mairy ??
  Lehed Mein Ye Aab-o Hawa Kaam Aai
  jaha'n Sab Duaen Mairi Ho Gaen Rad
  Waha'n SYEDAH s.a Ki Dua Kaam Aai
  Tapish Dee'n Ko Kha jaati Sufiyaniyat ki
  To Bint-e ALi s.a Ki Rida Kaam Aai
  Me Beemar-e Essiya'n Tha Turbat Ke Andar
  Lahed Mein ALi a.s Ki ViLa Kaam Aai

  5 Baar SALAWAT Ho,,



Sunday, 24 July 2016

Hazrat Ali a.s


"ALLAJ j.j Ka Sab Sey Mukhtasir HAQ Ye Hai Ke Us Ki Naimaat Ko Us Ki Maasiyat Ka Zariya Na Banaao”

IMAM ALi a.s

(NahjuL BaLagha; 749)

Hazrat Ali a.s


Tum Apny RAB Ko Kasrat Sey Yaad Kar Ke Apni Hafazat Ka Saaman Taiyyar Kar Lo,

IMAM ALi-a.s

(Bihar, AL-Roza, Bab 14, jiLad, 24)

قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآله وسلم


قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم

جو شخص تقوی اختیارکرتا ہےوہ اتنی پرقوت زندگی بسرکرتا ہےکہ دشمن کے شہروں میں بھی بے خوف و خطر گھومتا رہتا ہے

(مشعل زندگی673/18)

Hazrat ali a.s


 Main in 2 Logo'n Sey Zaroor jang karo'n Ga,,  Aik Wo jo Aisi Cheez Ka Dawa Kary jo is Ki Na ho,, Aur Doosra Wo jo Apny Waday Ka Paband Na Ho

  Ref; AQWAL-e ALi-a.s,, 206

Saturday, 23 July 2016

Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s



  Paish-e Nazar Rakho Tum MOLA ALi-as Ki Zaat

  Zinda Rahay jo Soorat-e GuLdasta-e Sifaat

  Na BhooLna Ye WaQt ke Danish-Waro,n ki Baat

  HYDER-asw Hi Aabroo-e Chaman Hain Ba-Hussn-e Zaat

  Khushboo jahan-e Fikr Mein TaQseem kar Gaey

  Wo PhooL Ban ke Rang Zamany Mein Bhar Gaey


Hazrat Luqman a.s



"Hikmat" Murdah DiLo'n Ki Hayat, Musafir Ki Panah, jang Me Zirah, MaaL Se Behtar Or Khouf Me Muhafiz Hai,

Hazrat LuQman a.s

(HSP_500)

Hazrat Ali a.s


Jo Apnay Dost Ki Har Baat Mein Muhasba Karta is Ke Dost Kam Ho jatay Hain

  Behtareen Bhai Wo Hai jisay Kho Dainay Ke Baad Tujhay jeenay Ki Aarzoo Na Rahay

IMAM ALi a.s

(TajaLLiyat-e Hikmat Page; 8/21)

Hazrat Muhammad savaw

DouLat-Mando'n,, Aurto'n,, Or RazeeL Logo'n Ki Hum-Nasheeni,, DiLo'n Ko Murdah Bana Daiti Hai,,

HADEES-e RASOOL_savaw

(HSP-173)