Imam Hassan 'Askari, the eleventh Imam, [a] said "The scholars of our followers (Shi'ah) are the guards of the bounds of I...
HADEES_e_RASOOL_savaw
DoLat-Mand Ke Liye SadQa Laina HaLaL Nahi, Aur Tanddurust Shakhs Ko Bhi SadQa Nahi Laina Chahiye. HADEES_e_RASOOL_savaw (HSP-30)
IMAM MUHAMMAD BaQir a.s
Aurat Apny Shohar Ki ijazat K Baghair Sunnati Rozay Nahi Rakh Sakti. IMAM BAQiR a.s (HSP-585)
Hazrat Ali a.s,
Takrar Ka Nteeja Larai Or Logo Ke DiLo'n Ko Apni janib Sey Mutanaffir Karna Hy AQwaL-e ALi a.s; 173
Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,
=- Mein Aik NuQta Bata Raha Hon Yehi Hai NuQtay Ki Baat Nasir ALi* NABi* Se, NABi, KHUDA Se Qasam KHUDA Ki, Juda Nahi Hai SAL...
Hazrat Muhammad savaw,
Meri Ummat Me jab Zina Aam Ho Ga To Na-Gahani Amwat Ziyada Hon Gi. HADEES_savaw HSP-455
Hazrat Ali a.s,
Paarsai Duniya Ki Khwahisho'n Ko Laat Maarny Sey HasiL Hoti Hai, (AQwaL-e ALi a.s,, 211)
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
Jo Momin Bhai Ki Qabr Per Apna Hath Rakh Kar "7" Baar Sura Qadar Parhay Ga,, Mehshr Mein Wehtat Sey Door Rahy Ga. (AQwaL-e RAZA...
Hazrat Muhammad savaw,
"Sabr" Hadsaat Ko Peechhay Aur Kamzor Kar Daita Hai jab Ke Be-Taabi Hawadis-e Rozgar Ki Muawin Hoti Hai. MOLA ALi a.s (THP...
Hazrat Muhammad savaw,
Sang-DiL" Kamzor Per Rehem Nahi Karta,, Thori Cheez Per Qanaat Nahi Karta,, Aur isay Naseehat Faedah Nahi Daiti. HADEES_savaw (H...
Hazrat Muhammad savaw,
Qayamat Ke Din ALLAH Ke Nazdeek Bad-Tareen Shakhs Wo Hai jis Ney Doosray Ki Duniya Ke Liye Apni Aakhrat Baichi Ho. HADEES_savaw (HSP-3...
Hazrat Ali a.s,
Cheer Phaar Kar Khany WaLa Darinda ZaLim-o Ghasib Hakim Sey Behtar Hai. IMAM ALi a.s (GhararuL Hikam_1/337)
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
Jaha'n Loug Gaanay Bajanay Mein Lagay Huey Hon To is Be-Hooda FaiL Ko Nazar Andaz Kar Ke Guzar jao Yehi Azmat Hai IMAM RAZA a.s (N...
Hazrat Ali a.s,
jo Tajarbo'n Se Be-Niaz Hua Wo Apny Kamo Ke Nataij Sey Andha Ho jata Hai ( Yani Nataaij Se Be-khabar Rehta Hy ) MOLA ALi a.s (THP...
Hazrat Ali a.s,
jo Cheez Fout Ho Jaey DiL Me Us Ka Gham Na Rakh Warna Doosri Cheezo'n Ke HasiL Karny Ki Tayari Se Rok Dega. AQwaL-e MOLA ALi a.s, 77...
Hazrat Muhammad savaw,
Tumhara Hath jo kuch Uthata Hai, Wo Zamin Hai, jab Tak Ke Amanat Louta Na Dey. HADEES_savaw (HSP-12)
Hazrat Imam Baqir a.s,
jo AQEEQ Ki Angoothi Pehny Ga Achhy AamaL Ki janib Mutwaja Hoga Or Barkaten/Rahmaten NaziL Hoti Rahegi. IMAM BAQiR a.s (SawabuL-AmaL_1...
Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,
Mashkeeza-e Ehsas Mein Kousar Ki Rawaani Dariya Sey Shenshah-e Wafa Bhar Ke ChaLa Tha 1400 Bars Baad Bhi Kehti Hain SabiLain ...
Aqwal_e_Masomeen a.s,
Shab-e juma Namaz-e Fajr Ta TaLu-e Aftab TaQeebat Parhnay WaLay Ko RAB jannat Mein 70 Darjat Ata Farmaey Ga. Ref Anwarus SadiQiya_311
Hazrat Ali a.s,
"ikhLaas" Eman Ka BuLand-Tareen MuQam, iBadat Ki Kasoti, YaQeen Aur Bandagi Ka PhaL Aur MuQarrabeen Ki iBadat Hai. IMAM ALi a....
Hazrat Ali a.s,
Ehsan Bad-Zubano'n Ki Zubanain Band Kar Daita Hai. Achhai Ka BadLa Burai Sey Daina Kuffr Hai. Apnay ikhLaQi Ayoob Ko Apny HiLam Sey C...
Hazrat Ali a.s,
امام علی علیه سلام "علم کا چھپانے والا در حقیقت اپنے علم کی صداقت پر یقین نہیں رکھتا" (حکمت بو تراب ج1 ص262)
Hazrat Ali a.s,
Duniya ki Ye Adat hy k Deny k Bad Wapas Laiti hy, Mutee ho kr Na-Farman Ban jati hy & Tama Dikha kr Na-Ummeed krti hy. MOLA ALi a.s ...
Hazrat Fatimah Zahra s.a
حضرت فاطمه سلام الله علیها سے روایت ہے رسول خداؐ نےفرمایا! امام، کعبہ کی طرح ہوتا ہےکہ سب کو اس کی طرف جانا چاہیےنہ یہ کہ اسکا اپنی ط...
Hazrat Muhammad savaw,
Jo Koi Ye Chahta Hai Ke ALLAH j.j Us Ka Hamsaya Ho Aur Jahannum Ki Aag Sey Mehfooz Rahay Tu Usay Chahiye Ke "ALi" a.s Ki "Wi...
Hazrat Ali a.s,
KaahiL-o Nakarah Logo Ki AmaL Mein Kotahi, AQaL-Mando'n Ke Liye Ada_e_Farz Ka Behtareen MouQa Hai. MOLA ALi-a.s (NehjuL BaLagha-332...
Hazrat Imam Jafer Sadiq a.s,
Gaey Ke Gosht Mein ChuQandar DaaL Kar Khanay Sey ( Barrs ) Safaid Dagh Khatam Ho Jaatay Hain. IMAM SADiQ-a.s (Tibb-e Masoomeen)
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
Kufran-e Naimat Aisa Gunah Hai jo Bohat jaLd Banday Ko Girafftariyo'n Mein MubtiLa Kar Daita Hai,, AQwaL-e MOLA ALi RAZA a.s, 252, ...
Hazrat Muhammad savaw,
Khany Ke Baad Danto'n Me KhiLaL Karo Ye Aik Qism Ki Pakeezgi Hai. Aur Pakeezgi isLam Ka juz Hai Aur Eman Momin Ke Sath jannat Mei...
Hazrat Muhammad savaw,
Piyas Ki HaLat Me Choos Kar Pani Pio Aur Bina Ghoont Ke Her-Giz Pani Na Pio HADEES_savaw (TiBP_26)
Hazrat Ali a.s
Kushada Ravi Sey Paish Aana Tumhari PehLi Naiki Hai,, Aur LaLach AwwaL Darjay Ki Buraai Hai Hirs Ranj Kai Sawari Aur LaaLach Tumhari Mu...
IMAM Muhammad Mehdi a.s
Humary MaaL/khums Me Se kuch Bhi Khany WaLa Apny Pait Ko Aatish Se Bhary Ga Aur Dozakh Ke ShouLo'n Me jaLy Ga. IMAM MEHDi-ajf,
Hazrat Ali a.s,
Tumhari Sab Sey Bari Sakhawat MustahiQ Tak is Ka HAQ Pohancha Daina Hai. IMAM ALi a.s (THP-112)
IMAM Hassan a.s
jab Tum Kisi Se MuLaQat Karo To is Ki Paishani Per Noor Ki Jaga Bosa Liya Karo. MOLA HASSAN a.s (TAP-51)
Hazrat Ali a.s,
BaatiL Ki Madad Aur Pusht-Panaahi Karny WaLo'n Ney HAQ Aur HaQdaro'n Ke Sath Na insaafi Ki, MOLA ALi-a.s (GharraL-Hakam-1/167)...
Hazrat Ali a.s,
Sab Sey Bara Munsif Wo Hai jo Apny Sath Baghair Kisi Hakim Ke insaf Sey Paish Aaey, iNsaf Qudrat-o Tawanai Ki Zakoat Hai MOLA ALi-a.s ...
Hazrat Ali a.s,
Sab Sey Bara AQaL Ka Andha Wo Hai jo Humari Muhabbat-o FazL Sey Andha Ho Aur Humary Kisi Gunah Ke Baghair Hum Sey Dushmani Rawa Rakhay &...
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
Wo Shakhs Deen Nahi Rakhta jo Perhaiz-Gar Na Ho, Eman Na Rakhta Ho, Aur MoQa Per TaQaiyya Na Karta Ho. AQwaL-e iMAM RAZA a.s, 127
Hazrat Muhammad savaw,
Haif Hai Us Per jo juma Ke Din Bhi MasaiL-e Deeni Seekhnay Ke Liye Apny Karobaar-e Duniyavi Sey Farigh Na Ho. HADEES_savaw (TiP; 464)
Hazrat Ali a.s,
Bad-Tareen Eman Wo jis Me Shak Ho Or Bad-Tareen Atiya Wo Hy jis Ki iBtada TaaL-MatoL, Or Anjam, Ahsan Ka WabaL Ho IMAM ALi a.s (SHP_482...
عزاداري امام حسين(عليه السلام)
انا قتیل العبرات عام طور پر مظلوم کی عزاداری کا دائرہ خاندان اور اعزاء ہی کے درمیان محدود رہتا ہے اور ورثاء بھی سوگواری کو ایک رسم کے...
Hazrat Muhammad savaw,
Kisi Ke AmaL Ko Daikh Kar Kabhi Taajjub Na Karna jab Tak Ke is Ka Anjam Achha Na Ho jaey, HADEES-e RASOOL_savaw (Hadiya-tush-Shia, 31...
عزاداري امام حسين(عليه السلام)
عزاداري امام حسين(عليه السلام) ،امام رضا(عليه السلام) کي نظر ميں مقدمه عزاداري کي اهميت اور ضرورت:عزاداري کي اهميت کا اندازه ...
Hazrat Muhammad savaw
Koi Bhi Dard Aankh Key Dard Sey Bura Nahi Aur Koi Bhi Ranj Qarz Ke Barabar Nahi Ho Sakta. HADEES_e_RASOOL_savaw (TBiP_31)
Hazrat Ali a.s
*حضرت امام علی ابنِ ابی طالب علیہ الصلواۃ والسلام نے فرمایا :* *" دنیا دوسری چیزوں سے روگردان کر کے اپنی طرف متوجہ کیے رہتی ہے ۔ اگر...
Hazrat Ali a.s,
Wazoo Se Farigh Ho Kar KaLma-e Shahadat Parho, Maghfirat Ke HaQdar Ban jao Gay. IMAM ALi a.s (HSP-616)
Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,
*شہنشاہِ خراسان مولا امام علی رضا ؑ* *سرِ کُن ہے لاالہ کی تُو بنا* *صورت و سیرت میں گویا مُرتضیٰ ؑ* *بعد ِکاظم ؑ کے امامت کی ضیاء* *تُ...
Hazrat Imam Ali Raza a.s
*"مومن تب تک مومن نہیں بنتا جب تک تین خصلتیں اس میں نہ ہوں,,* *ایک خصلت اپنے رب کی,, ,, دوسری اپنے نبی کی,, ,, اور تیسرے اپنے ولی (ام...
Hazrat Imam Ali Raza a.s
Barg ChuQandar Khaya Karo Qyn Ke is Ke Pattay jannat Ke Kinaro'n Per Ugtay Hain, Wo Her Marz Ki Dawa Hain, Haddiyo'n Aur Aasab Ko M...
Hazrat Imam Ali Raza a.s
Mairay Khandan Ke Loug HAQ Ke Munkir Aur Shariyat Per AmaL Na Karen To Do Gunah Ke Murtakib Hain Aur Achha Kam Karen To Do Naiki Ke HaQ-Daa...
Poetry/sher/shayris/manqabat/Ashaar’s,
Mery MOLA Mein Sir-e Raah Bikhar jaon Ga Ab Bhi MASH-HAD Nahi jaon Ga To Mar jaon Ga Mein Manta Hon Ke AQeedat Ki Kami Hai Mujh...
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
Mehshar Mein ALLAH j.j Touheed-Shanai Ke Baad HUMARi WiLayat Ke Baray Main SawaL Kary Ga. (AQwaL-e RAZA a.s, 54)
Hazrat Imam Ali Raza a.s,
"Qana'at" Admi Ko Takhreeb-Kari Aur Faasid Umoor Sey Mehfooz Rakhti Hai Ref AQwaL_e_IMAM RAZA a.s, 225